Genetically Modified Foods Kya Hain?
Genetically Modified Foods ek khadhya Padarth Hain Jise Ugane ke liye prayukt beejon ke DNA mein Badlav kiye jate hain. Yah Badlav Isliye kiye Jate hain taki -
1. Upaj Bad Sake
2. Rogon Se ladne Ki Shakti paida Ho sake
3. Kam Pani ya Adhik Pani ke anuroop Phasal Ug Sake
Note - Abhi hamare desh mein GM Foods ki anumati nahi hain.
No comments:
Post a Comment